Bechara Mard!
Agar aurat par haath uthaye to zalim,
Aurat say Pitt jaye to buzdil,
Aurat ko kisi kay sath daikh kar larai karay to jeleous,
Chup rahay tau be-gairat,
Ghar say bahar rahay tau awara,
Ghar main rahay tau nakara,
Bachon ko dantay tau zalim,
Na dantay tau laparwah,
Aurat ko naukri say rokay tau shaki mizaj,
Na rokay tau biwi ki kamai khanaywala,
Maa ki manay tau maa ka chamcha,
Biwi ki sunay tau Joru ka Ghulam,
Na janay kab aye ga yeh “Happy Husband’s Day“
No comments:
Post a Comment